Posts

Dosto me Jindagi

Image
Khushnuma ho jaate h jab dosto k chehre pr hasee dekhte h, Ro uthte h hum b jo ankho me unke aansu  jo    kabhi dekhte h, Log jindagi jeene k liye dosto ki talaash krte h, Or hum un logo me se h jo dosto me hi apni jindagi dekhte h.... By # 100rav

mai tumhari naiyaa banta hu or tum meri patwar ban jao

Image
Nafrat to duniya kartee hai tum sabse alag hokar mera pyar ban jao, Mai tumhari naiyaa banta hu or tum meri patwar ban jao, Tum rahogi mai rahunga or khushiyo ka samandar hoga, Koi kisi ka sath nahi chodega kyuki hume doobne ka dar hoga, Mashuka, dilruba se badhkar tum meri patni bankar mera parivar ban jao, Kya aisa ho sakta hai ki mai tumhari naiyaa banta hu or tum meri patwar ban jao, Jab hogi kisi k hisse me khushiya to baat lenge to kisi ko khushiya kum na hogi, Or jab gum hoga to dard b baat lenge to hum me se kisi ki ankhe num na hogi, Tham lo mera hath or sukh dukh me mere bhaageedaar ban jao, Kya aisa ho sakta hai ki mai tumhari naiyaa banta hu or tum meri patwar ban jao... by  #100rav

Sachi mohbbat

Sache ashiq hote h wo log jo mohbbat ko u Shadi me tabdeel karte hai, Warna aajkal ki mohbbat to nazar se shuru hokar bistar pr khatam ho jaati hai.. Gd nt frndz #100rav

मेरा देश महान

थोड़ा बड़ा है पढ़ोगे तो वक्त लगेगा अगर पढ़ लिये तो पक्का दिलपर लगेगा.. यही वो पल था जब जुल्मों का सत्ता बर्बाद हुआ था, सत्तर साल हो गये आज़ जब देश आज़ाद हुआ था, ना रहकर भी वो देश को गुला...

Saawan ki ghata

Tu jo muskurati hai to fulo ki adaa banti hai, Tere Masoom chehre se tasveer-e-wafa banti hai, U saanso ko roka na Karo mere kareeb aane se, Tere saanso se hi jeene ki wajah ye hawa banti hai, Baate tumhari itni sakoon deti hai Dil ko ki, Lagta hai aawaz se hi Teri Ye koyal ki sadaa banti hai, U garmi se tang aakar Tum jo bikher deti ho julfo ko, Or log kehte hai garmi k Baad hi saawan ki ghataa banti hai.... Gd nt frndz #100rav

Shaq mat samajhna

Beti u jo Kabhi papa Tumse Kuch pooch le to unke chahto ki khatam ho gayee falak mat samajhna, Bas apne heere ki chamak me kamee na aa jaye isliye fikar karte hai unki baato ko shaq mat samajhna, Behan Kabhi jo bhai pooch le Tumse Kuch personal to kho diya usne apna haq aisa mat samajhna, Bas kahee uski behan fas na jaye duniya k jaalo me chintaa hoti h use karta h o shaq aisa mat samajhna, Patni ko jo pati pooch le ki Kaha gayee thi Tum Aaj to Isko bewafai ka khat mat samajhna, Bas Wo Tumse Bahot pyar karta h or khone se Darta hai isliye fikar karta hai Ise Tum galat mat samajhna... Gd nt frndz by #100rav

Sath

Wahi dagmaga Jaata hai jo Dil me Koi baat leke chalta hai, Apne se aage chalne walo ko humesha girata h Wo jo sirf Matlab k jazbaat leke chalta hai, Aapne aksar dekha hoga bulandiyo pr chalne walo ko akele chalte hue, Buland Wo hota hai Sabke dilo me jo zamane ko Sath leke chalta hai.... Gd nt frndz #100rav