Posts

Showing posts from January, 2017

Life in a metro

u to metro me chadha mai safar dhoondhta hua, safar to sab kar rahe the par koi dikha humsafar dhundhta hua, 1 pal me dil me utar gayi wo b kya surat thi, tarif kya karu wo khoobsurat me b bahot khoobsurat thi, ab gardi itni thi ki mai use touch na karu ye deekhana chahta tha, par sachi kahu to mai us pari ko choona chahta tha, shayri se andaja lagao ki kaisi thi wo ki jubaa par mere shayarana bol aa gaya, khatam hua ye silsila kyoki mera thikana ye marol aa gaya, bas itna sa hi aaj ka metro ka safar tha, khushi hui kyoki wo marol tak ka hi par humsafar thaa... gd aftrnun frndz #100rav

MAA

jab noor bikherna chahta hu mai apni shayri se to shayri me mai khudaa likh deta hu, dard rehta hai dil me ya mayus hota hu to  shayri me mai lafz MAA likh deta hu, uski mohbbat ka to us khuda ko b na ahsaas hai, yakeen nahi to jara bolkar dekho maa shabd me 1 ajib si mithaas hai, kehte hai naa duniya ki sabse keemti cheez cheen jaati hai 1 din, to kadar karo us MAA k mohbbat ki jab tak tumhare paas hai, mash-hoor ho jaata hu or b jab mai unpar koi nagmaa likh deta hu, dard rehta hai dil me ya mayus hota hu to shayri me mai lafz MAA likh deta hu, bina kisi matlab k wo jaan cheedakti hai socho ye kaisa MAA ka farz hota hai, yakeen na ho to yad karo chot tumhe lagti hai par kambakt use kitna dard hota, uski mamta aseem hai uska kayda khuda b bata nahi sakta hai, maine socha shayri me utar du uski mohbbat ko par samandar kabhi mutthi me samaa nahi sakta hai, is #100rav k liye to khuda hai wo hasti to kya hua jo mai MAA k jagah khudaa likh deta hu, jab dard me hota hu ya dil m