Life in a metro

u to metro me chadha mai safar dhoondhta hua,
safar to sab kar rahe the par koi dikha humsafar dhundhta hua,
1 pal me dil me utar gayi wo b kya surat thi,
tarif kya karu wo khoobsurat me b bahot khoobsurat thi,
ab gardi itni thi ki mai use touch na karu ye deekhana chahta tha,
par sachi kahu to mai us pari ko choona chahta tha,
shayri se andaja lagao ki kaisi thi wo ki jubaa par mere shayarana bol aa gaya,
khatam hua ye silsila kyoki mera thikana ye marol aa gaya,
bas itna sa hi aaj ka metro ka safar tha,
khushi hui kyoki wo marol tak ka hi par humsafar thaa...
gd aftrnun frndz
#100rav

Comments

Popular posts from this blog

कहानी मतलब वाले प्यार की

मोशमी