Anjaan

khwaish ko b tu khwaish si ho gayi he tu mai teri itni khwaish karta hu,
kyo beparda he tu meri chahat se jab har shayri me teri numaish karta hu,
mai bar bar aata hu tere raaste me jaan bujhkar kyoki tu samjhe,
jisse tu ittefaq kehti he mai us ittefaq ki saazish karta hu,
mai peecha karta hu tera zameen ki tarah, or na jane meri mohbbat bankar tujhpar aasmaan kyo h,
log kehte he mohbbat ki koi jubaa nahi hoti to fir tu ab tak meri mohbbat se anjaan kyo h...
koi tajjurbedar ho to bataye kya ishq me aisa karna padta h,
jiska intjar tum lambe arse se karo or wo u hi chale jaye kya ye dard sehna padta h,
batate to log apni jarurato ko he ki mai iske bagair na jee paunga or tum wo b ho,
par kya sachi mohbbat ko padh nahi sakti wo meri ankho me  kyo ise kehna padta h,
haqiqat me teri nazar ko tadapta hu mai or khwab me paana tujhe itna aasaan kyo h,
wo asmaan b chu leta he jamee ko kahi pahado me uski mohbbat dekhkar fir tu meri mohbbat se itni anjaan kyo h.....
gd nt frndz
#100rav

Comments

Popular posts from this blog

कहानी मतलब वाले प्यार की

मोशमी