Safar kya karte
Bhala ab chor kar ghar Kya karte,
Sham ka waqt tha safar Kya karte,
Tere busy schedule ko jaante hai,
To aane ki khabar Kya karte,
Shiddato se panah na le paya,
To tere dil ko hum apna ghar Kya karte
#100rav
Bhala ab chor kar ghar Kya karte,
Sham ka waqt tha safar Kya karte,
Tere busy schedule ko jaante hai,
To aane ki khabar Kya karte,
Shiddato se panah na le paya,
To tere dil ko hum apna ghar Kya karte
#100rav
Comments
Post a Comment