Papa
Aapke Ahsaan to lakho dil me sameta hu mai,
Ye aapki mehant thi ki sakoon se letaa hu mai,
Dene k liye to aapne apni jindagi ki saari kamai,sara pyar de diya,
Agar usme se 10th % b louta paya mai to naaz hoga mujhe b ki aapka beta hu mai....
Naadan hu thoda bhool jata hu aapko yad karna to ye mat sochna ki 1 waqt b wo mujhpar bekar nahi karta,
Bas ye soch leta hu kya yaad karna us khuda ko jo dil me hai aisa nahi hai ki ye beta aapko pyar nahi karta.....
#100rav
Comments
Post a Comment